Yeh dil ab mera na raha!

Is Dil ko ilzaam na dijiye
Ab woh mera kaha raha...
Seene ko tatol rahe hai kab se
Na jaane chup gaya hai who kaha
Zara dekho toh yeh badmassh
Tumhaare dil ke pass to nahi?
Agar ho toh zaroor batana mujhe
Do dil - ek dhakdan hum bhi sune to sahi...-Ships